«

»

Dec 20

KARACHI

Pakistan ka sabse bara shehr

Dunya ka dosra bara fountain KARACHI me hy

Asia ka sbse bara park KARACHI me hy(bin-qasim)

Dunya ka wahid shehr jiski mini bus ko melbourne & london k museum me rkha gya(W11)

Asia ki sbse bari ‘cow selling market’ KARACHI lgti hy(sohrb goth)

Asia ki sbse bari kachi abadi KARACHI me hy(orang town)

Dunya me sbse ziada masjid & madarsay KARACHI me hen

Fer v

Lahore Lahore Ay :-P .

Print Friendly

5 comments

Skip to comment form

  1. Ahsan

    Jealous man :D

    1. Ahsan

      Lahore mein "Altaf bhai" nahein hein .. iis liye Lahore Lahore hai :D

  2. ahsan1

    pahelay to ya bato bahi k ap ko lahore ka peta kia ha(*****)

    Bus se zaida crime karachi ha ha pepole save ni hain karachi ha patry bazi karachi ma ha……

    hafta karachi ma lia jata ha or be bahot kuch……………………….

  3. rehanchhipa

    karachi is best aap karachi aakar dekho aap ko pata chale yaha ka bech yaha k road yaha ki bulidings kuch bhi nahi hay lahore k aagy may nay lahore bhi dekha hay waha ki road bhout patle hay mana k aap k pass badshahi masjid hay lal qila hay minare pakistan hay allma iqbal ka mazar hay hamare pass in sub se bari cheez yeh hay k quid azam ka mazr hay banie pakaistan or bolo lahore acha hay ya karachi ????????? ans me plz

  4. RAJA PAKISTANI

    ager karachi itna bura sehar hai to ye lahori daily hazaron ki tadad mai karachi ate hain?

Leave a Reply